![]() |
| Yaad Aayega Song Lyrics |
Yaad Aayega Song Lyrics Tony Kakkar
Yaad Aayega New Hindi Song Lyrics By Sung By Tony Kakkar. The Lyrics Of Song Is Written By Tony Kakkar And Music Director Is Tony Kakkar.Song name: Yaad Aayega (याद आएगा)
Album name: Yaad Aayega 2020
Singer name: Tony Kakkar
Lyrics written by: Tony Kakkar
Music director: Tony Kakkar
Cast: Tony Kakkar
Music Label: Tony Kakkar Official
Check Out Our New Version Of Instagram App Faster Way To Watch And
Download Instagram Videos - Click To Download Download Instagram Videos &
Images
Jo Hum Karte The Tere Liye
Woh Tera Naya Chahnewala Na Kar Payega
Yaad Aayega Yaad Aayega
Tujhe Mera Pyaar Yaad Aayega
Maana Teri Raaton Mein
Main Ab Nahi Hu
Haan Main Sahi Nahi
Par Ghalat Nahi Hu
Jisey Kehte The Pagal Tera
Main Wahi Hu
Maana Hoga Wo Deewana Tera
Par Pagal Nahi Ban Payega
Yaad Aayega Yaad Aayega
Tujhe Mera Pyaar Yaad Aayega
Yaad Aayega Yaad Aayega
Tujhe Mera Pyaar Yaad Aayega
Teri Zulfe Bikhrengi Kaandhe Pe Ab Bhi
Beetega Din Guzregi Shab Bhi
Dekhega Chaahat Se Teri Taraf Bhi
Aankhon Mein Dekhega Doob Nahi Payega
Yaad Aayega, Yaad Aayega
Tujhe Mera Pyaar Yaad Aayega
Yaad Aayega Yaad Aayega
Tujhe Mera Pyaar Yaad Aayega
Maana Lab Pe Tere Woh Lab Apne Rakh Dega
Pyaar Zaroorat Hai Pyaar Beshak Dega
Prem Agan Mein Khudko Woh Rakh Dega
Maana Aag Se Khelega Par Khud Ko Na Jalayega
Yaad Aayega Yaad Aayega
Tujhe Mera Pyaar Yaad Aayega
Yaad Aayega Yaad Aayega
Tujhe Mera Pyaar Yaad Aayega
Jo Hum Karte The Tere Liye
Woh Tera Naya Chahnewala Na Kar Payega
Yaad Aayega Yaad Aayega
Tujhe Mera Pyaar Yaad Aayega
Thank You! Please comments and share. Tell us if there is any mistake.

