Yaara Song Lyrics Saim Bhat 2019
Yaara Is Latest Hindi Song Of Rajniesh Duggall And Nataliya Kozhenova. Yaara Song Is Sung By Saim Bhat. Yaara Song Lyrics Is Written By Mani Soni And Music Composed By Nayeem - Shabir.Song name: Yaara (यारा)
Album name: Yaara 2019
Singer name: Saim Bhat
Lyrics written by: Mani Soni
Music director: Nayeem - Shabir
Cast: Rajniesh Duggall And Nataliya Kozhenova
Music Label: Zee Music Company
Yaara Hindi Song Lyrics-
Tujhe Fir Haasil Kar Lu
Iss Dil Mein Dakhil Kar Lu
Tere Is Jismo Jaan Ko
Mein Khud Mai Shamil Kar Lu
Tujhe Fir Haasil Kar Lu
Iss Dil Mein Dakhil Kar Lu
Tere Is Jismo Jaan Ko
Mein Khud Mai Shamil Kar Lu
Tu Hi Tha Mera Kinara
Tu Hi Jine Ka Sahara
Mujhe Rushwa Kiya Hai kyun
Hai Kehta
Dil Ye Mera
Kyu Bewajah
Dard Itna Diya
Kya Hui Thi Khata Yaara
Kyu Bewajah
Dard Itna Diya
Kya Hui Thi Khata Yaara
Lamho Ke Kaid Mein Mai Hu
Bin Tere Bikhra Sa Hu
Saath Bitaye Lamhe Suhane
Kya Yaad Nahi Khwaab Ke Aasu
Sukhe Nahi Hai Ask Labho Se
Kehne Lage
Kyu Bewajah
Dard Itna Diya
Kya Hui Thi Khata Yaara
Kyu Bewajah
Dard Itna Diya
Kya Hui Thi Khata Yaara
Sukhe Hue Dariyaa Mein
Tuta Hua Pathar Ho
Mere Khyalo Mai Wo
Duba Hua Akshar Ho
Tere Binn Ji Na Paau
Tere Bin Marr Na Jaau
Mera Gam Aur Khushi Tujhse
Oh Saathi Kyun Juda Hai
Kyu Bewajah
Dard Itna Diya
Kya Hui Thi Khata Yaara
Kyu Bewajah
Dard Itna Diya
Kya Hui Thi Khata Yaara
Yaara Oh Yaara, Yaara
Latest Song Lyrics-

